Menu About Punjab
Who's Online
We have 6 guests onlineContact Us
Contact Zoompunjab
Designed by: |
Sidhu Shayari for -Sunny Leone Episode - in Comedy Nights with Kapil for Jai Bhanushali taunting for working with Sunny
Jai Bhanushaali tum kismat se apna Kaam Karwa Gaye
| Ye Dil mein Mohabbat ka Bheej Bharpa Gaye Arrey Hum Sabh to Aahein Bharte reh Gaye Bethe Bethe Tum Chupe Rustam Nikle Guru Chaa Gaye ...
Sidhu Shayari for Shoaib Akhtar and Harbhajan Singh-Comedy Nights with kapil
Aaj cricket ki duniya ke vo sher hain Aaye
|
|
||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
Is tarah shaamat Meri Mehmaan Na ho ,
| ||
Aasman ki unchayiyo tak Parvaas kar sakti hai Apne Dum Pe wo Duniya Pe Raaz kar sakti hai Bete ki Chahat rakhne valo ko,Saniya ne bataya hai Peediya Betiyon Pe bhi Naaz kar sakti hai | ||
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Sheron ko azadi hai, Azadi ke Paaband rahein...
Jisko chahein cheerein-phaadein, khaayein-peeyein, Anand karein.
Jisko chahein cheerein-phaadein, khaayein-peeyein, Anand karein.
✵AlSO READ: Navjot singh sidhu QUOTES✵
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Raag Bajta Hai Rang Bajta Hai
Pyaar Ka Ang Ang Bajta Hai
Aap Jab hansti hai Janab-e-wala Hazoor-e-wali
Aise Lagta hai ki Rooh ka Jal Tarang Bajta hai
Pyaar Ka Ang Ang Bajta Hai
Aap Jab hansti hai Janab-e-wala Hazoor-e-wali
Aise Lagta hai ki Rooh ka Jal Tarang Bajta hai
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Parakhne se Rishta Nahi Badalta Rehta ,Kisi Bhi Aayine Mein Chehra Nahi Badalta Rehta
Bade Logo ko Milne Mein Faasla Rakhna Guru,Darya Jab Samandar Mein Mila Darya Nahi Rehta
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Usoolon pe aanch aaye toh takrana zaroori hai,
| ||
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Pedh phal se, Insaan karam se, aur Koyal apni kook se jaani jaati hai. | ||
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Darya hain hum, humein apna hunar malum hai,
Guzarenge jidhar se raasta hojayega.... | ||
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Ik Aag si Hum Lagane Aa gaye
Is Sehra Mein Gul Khilane Aa Gaye
Ae Gam Apna Boriya Bistar Baandh le
Hum Fiza mein Khushi Failaane aa gaye
| ||
_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*
Beauty Parlor Chali Jaati hain ,Aaye Din wo
Beauty Parlor Mein Unka Maqsad Hai Masale Hood ho jaana
Magar Ye Baat kisi Begum ki Samajh Mein kyu Naahi Aati
K Mumkin nahi hai Kishmish ka Fir se Angoor Ho Jaana
Beauty Parlor Mein Unka Maqsad Hai Masale Hood ho jaana
Magar Ye Baat kisi Begum ki Samajh Mein kyu Naahi Aati
K Mumkin nahi hai Kishmish ka Fir se Angoor Ho Jaana
|
|